Friday, October 16, 2009

Ye hum jo hijr mein

One of the few ghazals sung by Lata Mangeshkar. Written by Ghalib.



Ye hum jo *hijr mein diwaar-o-dar ko dekhte hein
Kabhi *sabaa ko kabhi *naamaabar ko dekhte hein

Woh aaye humaare ghar pe Khuda ki kudrat hai
Kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hein

Nazar lage ka kahin uske *dast-o-baazu ko
Ye log kyon mere zakhm-e-jigar ko dekhte hein

- Mirza Ghalib

*hijr means separation (from beloved)
*sabaa means breeze
*naamaabar means messenger
*dast means hands

The last sher is one of the best I have ever read.

3 comments:

Anonymous said...

Bahut umdaaa. I wish we had a translitteration of this poem. Lataji ki awwaaaz ufff...

Nimesh Dadia

Balvant said...

Bahut bahut achchh...!

Balvant said...

Mujhe bhi bahut pasand hai ye sher