Monday, October 5, 2009

Ek hi baat




Found a beautiful ghazal last night. Written by Sudarshan Faakir sung by Mohd. Rafi. I wonder how it would have been in Mehdi Hassan's voice, :).

Ek hi baat zamaane ki kitaabon mein nahin
Jo gham-e-dost mein nashaa hai sharaabon mein nahin

Husn ki bheek na maangege na jalwon ki kabhi
Hum fakiroon se milo khulke *hijaabon mein nahin

Har jagah firte hein aawaara khayaalon ki tarah
Ye alag baat hai hum aapke khwaabon mein nahin

Na dubo saagar-o-meena mein ye gham ae 'Faakir'
Ke makaam inka dilon mein hai sharaabon mein nahin

-Sudarshan Faakir

*hijaabon means curtain, coyness, veil, shyness.

The last two couplets are really profound, aren't they?

2 comments:

sheen said...

Har jagah firte hein aawaara khayaalon ki tarah
Ye alag baat hai hum aapke khwaabon mein nahin

profound indeed!

Anonymous said...

I am surprised there is no mention of great singers like Begum Akhtar!